Internet Safety For Children:

Internet Safety For Children:

Hello friends, Is article me ham baat karne wale hai ki aap apne bachcho ko internet me safe kaise rakh sakte hai.
Because aaj kal sabhi log internet ka use kar rahe hai aur internet users ki figure fastly  grow kar rahi hai rahi hai.
Aese me agar aap apne children ko mobile phone gift karte hai to aap dangerous situation me jaa sakte hai.
kai saare log mobile phone ka use karke problem create kar sakte hai.
Issi wajah se kai saare children ko mobile phone addiction ho jaata hai jiski wajah se wo study par focus nahi kar paate hai
Pura din internet par time spend karte hai.
Is post me ham janenge ki agar aapne apne children ke liye phone purchase kiye hai to aapko kaunsi baato ka dhyan rakhna chahiye.
To agar aap jyada janna chahte hai to is post ko last tak padhte rahiye. So let’s explore!

Uses of Internet:

Aaj kal internet  jyada badh jane ki wajah se jitni hame facility mil rahi hai utna hi hame danger bhi bana sakta hai
Aese me ham apne bachcho par dhyan nahi de rahe hai ki wo apne laptop ya PC me kya kar rahe hai.
Aese me wo galat rashte par bhi ja sakta hai. Isliye bacho par dhyan dena aaj ke time me bahot jaruri hai.
Agar is par attention na rakhe to future me harmful ho sakta hai hai aur kai saari problems aa sakti hai.
Agar aap apne pc ya laptop me password set karte hai to wo dusri cheeje nahi open kar sakta isliye apne laptop ya pc me security jarur rakhe jinse wo kuchh bhi dusri jagah par na jaa sake.

Disadvantages of Internet:

Jitna internet useful hai unse kai jyada harmful bhi hai, yani ki aap internet ka kitna istemal karte hai.
Internet me sahi to koi galat information bhi ho sakti hai aur unse kai nuksaan bhi ho sakta hai.
Pure din internet me lage rehne se hamare mind ko bahut effect karta hai, aur hamare behavior par bahut kharab ho jata hai.
Jaise ke hame bahut hi gussa(anger) aane lagta hai, jo hamare health ke liye bahut hi nuksan karta hai.
Internet hamari body ko bhi effect karta hai, jaise ki pura din internet par baithne se hamari body ke bones theek tarah se kam nahi karte aur body weak ho jati hai.

Tell Factors of Internet:

Jaise ki aapko apne bacho se puchana chahiye ki wo laptop ya PC me kya kar rahe hai. 
Usko internet ke bare me puchhna chhiye ki wo internet ka sahi use kaise kare uske baare me sikhana chahiye.
Usko internet ka zyada use na karne ki salah deni chahiye kyuki aesa karne se uske dimag aur body dono par effect karta hai
Apne bacho Ko ye bhi bataye ki wo jo bhi cheez intenet par padh rahe hai wo sab kuchh sahi nahi hoti jinse usko aware karna chahiye.

Personal Information:

Computer ya PC ko us jagah par rakhe jaha se sab log dekh sake. par computer ya PC bilkul bhi apne bache ke room me na rakhe.
Usko ye bhi sikhaye ki agar koi bhi iski personal information kisi ke bhi saath share na kare. Jaise ki apna

phone number, e-mail ID, password aur ATM card number aur uska password

kisi ke bhi saath share na kare. Apne bache ki email check kare jinse pata lag sakta hai ki wo kis logo ke saath baat kar raha hai.
And computer bhi check kare jisse pata lagaya ja sakta hai ki wo computer me kya kar raha hai.
To ye jankaari thi kuchh internet safety ki jihe follow karke aap apne children ko control kar sakte hai. Asha hai ki aapko ye jankari achhi lagi ho
Agar aapko ye Jankari achhi lagi ho to apne friends aur family ke saath share jarur kare.
Agar aapka koi bhi question hai ya aap kisi bhi topic ke baare me jyada janna chahte hai to comment karke jarur bataye.
Aesi post read karne ke liye subscribe jarur kare.

Leave a Comment