Mozilla Firefox Browser Ke Hidden Feature Aese Kare Use
Hello Friends, aaj ham is articlel me baat karne wale hai ki mozilla firefox browser ka kya aur kaise use kare. Aap me se sayad hi koi hoga ki mozilla firefox browser ke feature jaante hoge, but aaj almost log chrome browser ka jyada use karte hai. Firefox ko kaise aur kab use karna hai etc. Is post me mai aapko aese features bataunga jo ki sayad aap nahi jaante hoge. To agar aap mozilla firefox ke baare me jyada janna chahte hai to iss post ko last tak padhte rahiye. So let’s explore!
Aaj web browser aapke helper jaisa work karta hai jo ki aapko kahi bhi aur kabhi bhi kaam aata hai. Aap sayad is post ko chrome browser me read kar rahe hai. Mozilla browser windows operating system me pehle se diya jaata hai but kai logo ko pata nahi hota hai ki chrome ke alawa bhi dusre browser use kiye jaate hai aur kai log jaante bhi nahi hai ki wo chrome browser ya internet explorer ke alawa bhi iss browser ka use kar sakte hai. Kai sare user mozilla firefox ko optional browser mante hai but iska kai tarah se istemaal kiya jaa. sakta hai.
Ab ham ye janenge ki mozilla firefox dusre browser se different kaise hai aur uska kaise use kiya jaa sakta hai. To firefox ke baare me janne ka sabse easy way hai uska use karna kyuki agar aap is browser ko use karte hai to aapko jyada jankaari milegi aur jyada se jyada experience hoga.
Agar firefox kisi bhi dusre browser jaisa hai to uska log use hi kyu kare iske liye bahut sare reason hai but firefox mai sabse important point hai uski security kyuki aaj kal ke normal browser me kisi bhi tarah ki security nahi hai jo ki mozilla firefox aapko de rahi hai. Microsoft apna browser internet explorer kisi bhi time update karta hai aur uska update launch karta rehta hai rehta hai but firefox aesi koi bhi browser ko update and launch nahi karta hai but phir bhi firefox ki security sabhi web browser ki security se kai guna jyada hai.
➔New Features of Mozilla Firefox:
Firefox ke kai saare new features hai jo ki sabhi browser se different hai. Microsoft ne apne kai saare internet explorer ko update kiya hai. Agar aap internet explorer ka use karte hai tab aapko sayad maalum hoga ki jab bhi aap kisi website ko open karte hai tab aapko dusri website open karne ke liye nayi window ko open karni hogi jo ki aapke security ke liye dangerous ho sakta hai but is firefox me aap ek hi time par kai tab me apni website open kar sakte hai aur ek hi site different tab me open ho sakta hai aur kai saare tab ko ek hi time par open kar sakte hai.
Mozilla firefox me kuchh users ke liye new feature connect kiya gaya hai jo ki cross platforma ka feature hai, iska matlab hai ki firefox kai saari different operating system ke liye work karta hai jaise ki windows 98 aur iske alawa Mac OS aur linux ke saath bhi work kar raha hai. Is browser ka ek new feature ye bhi hai ki jab bhi koi aapko question karta hai ki: how can i help you? Ab aap is question ka answer dene ke liye aap koi bhi answer denge but firefox me extension ka feature aata hai jinse aapko answer milta hai aur is extension ko daily update kiya jaata hai. Firefox me connect kiye hue sabhi extension manager of extension ko show hota hai jo ki unko aasani se uninstall karne ki permission deta hai.
To ye jankaari thi kuchh mozilla firefox browser ke baare me ki iss browser ke feature kya hai. Asha hai ki aapko ye jankaari achhi lagi ho aur agar aapko ye jankaari achhi lagi ho to apne friends aur family ke saath jarur share kare aur agar aapko mozilla firefox ya chrome browser ke upper koi bhi sawal hai to niche comment karke jarur bataye aur agar aap aesi hi interesting post paana chahte hai to niche comment karke jarur bataye.